INAAM LYRICS - MASOOM SHARMA - MANISHA SHARMA

Singer | Masoom Sharma and Manisha Sharma |
Starring | Sweta Chauhan and Kaptaan |
Music | Pinna Music |
Song Writer | Harry Lather |
INAAM Lyrics
Teri gail jot kyun na banti meri,
Bigdail balkan mein se ginti meri,
Kyu logan ne lafander tera naam dhara se,
Mere baap ki kamai ka to ood nahi se,
Humne bhi laya kade jod nahi se,
Ghar ki tijori puri thaddi thukri,
Mhare bainkan main baitha daam dhara se,
Tere baap ne kamaye Konya note jitne utna to yaar pe inaam dhara se,
Ke milja se yaar tane kaam kale karke,
Yaar ne salute chale topi aale karke,
Kade to tu aawega kanoon ki chapet mein,
Karke ne wo bhi ke gulam dhara se,
Tere baap ne kamaye Konya note jitne utna to yaar pe inaam dhara se,
Kime aani jani konya hoti yaar bair mein,
Mere naam ka re khauf chale tere shehar mein,
Harry lather tu sach main mada se ghana,
Khamkha ka konya iljaam dhara se,
Tere baap ne kamaye Konya note jitne utna to yaar pe inaam dhara se