FATHER SAAB LYRICS - AMIT BHADANA - KING

FATHER SAAB LYRICS - AMIT BHADANA - KING - SECTION 8 - TEJI SANDHU

FATHER SAAB LYRICS - AMIT BHADANA - KING - SECTION 8 - TEJI SANDHU

FATHER SAAB Lyrics KING is 3rd song of AMIT BHADANA. Lyrics of FATHER SAAB song is written by KING and music is produced by SECTION 8. This song starring AMIT BHADANA and TEJI SANDHU.

FATHER SAAB Lyrics AMIT BHADANA Hindi


Re baapu tune sikhaya
Jo kabhi bhula nahi
Galti na ho toh suraj ki aankhon mein taad le
Jaha jo pade woh kadam rukte nahi
Soch aisi ho chattano ka bhi seena pad de
Logo se tere ghutne aaj tak teke nahi gaye
Kyuki aiso se kabhi ghamand ke kapde fekhe nahi gaye
Jo datta rehya aankhiri saans tak
wo saathi hota hain..

Ho sach ka khada bhi ek anek mein beta kaafi hota hein
Jo haq k liye ladde sabse wo Kaafi hoti hain
Peeth pe chad ke duniya dikhe jiske wo baap hi hota hain
Aur jo daate chahe maare par dil ka saaf hota hain
Jayada fikar na kare zamane ki wo baap hi hota hain..

Baapu teri khubi saari mujhmein sama rakhi
Tere jaisi izzat maine kama rakhi
O jab faraz uthaya jimmedariyon ka tab se hi
Dukhi maine kabhi nahi maa rakhi
Ho roz mujhemein teri chavvi dekha karti
Baapu parchaieya shero ki kaha marti
Ek wajah hoti hain jo jeene ki
Baapu wo maa ki aankhon mein dikha karti..

Tu nahi duniya mein per teri baat rahe
Raampale foji ke poto ki puri thaat rahe
Oh rakhe ke haath jo sir pe mita de gam saare kaafi hota hain
Sahi aur galat main farak batave aisa baap hi hota hain
Aur jo daate chahe maare par dil ka saaf hota hain
Jayada fikar na kare zamane ki wo baap hi hota hain..

Re baapu aankh mein le aasman se jab jab chehera tera dikhta hain
Main roz ladu toofan se
Banda tehar kha jhukta hain
Main roz puchu bhagwan se kyu tu saath nahi dikhta hain
Tu darse aake jagah baatde khawab jaha bikta hain
Main kyu na wahi se jaake hi kharid lu
Mujhe maange se pyaar milta nahi
Par tera Hi diya hua sab rakha
Bhole bas mujhe baap dikhta nahi..

Aaj tere bina bhi main
teri hi nazaro se dunuiya dekhta hun
Main aaj bhi tere na hone ka dukh
Ek haste hue chehre se lapeta hun
Baapu teri duaaiyen
Kuch is tarah mere saath hain
aaj dharti pe khada hoke
Main pore ke poora aasman sametta hun

Baapu…
Baapu…
Baapu…


Song Credits

Song - Father Saab Lyrics
Singer - King
Music - Section 8
Composer - King
Lyrics - King
Starring - Amit Bhadana and Teji Sandhu
Label - Amit Bhadana