RANG DARIYA LYRICS - YASEER DESAI - EMRAAN HASHMI - KRYSTLE S'SOUZA
RANG DARIYA Lyrics EMRAAN HASHMI
Yaara Mujhe Tu Aise Aa Milaa
Jaise Kaafir Ko Milta Hai Khudaa
Karun Laakh Baari Tera Shukriyaa
Bin Maange Tune Itna De Diya
Mera Saafaena Oh Paar Laga De
Ya Tu Mita De
Ya Tu Bana De Koyi Jariya
Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya,,
Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya,,
Main Bandeya Jaaun Rangeya
Main Bandeya Jaaun Rangeya
Beparwah Yeh Dil Jaaye Kareya
Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya,,
Koyi Bandhe Mannate
Koyi Maange Jannate
Main Toh Naacheez Teri
Chaah Ka Sawali Hoon
Likh Ke Teri Chaahtein
Karde Dastakhat Tere
Muddaton Se Jo Pada
Koyi Khat Main Khaali Hoon
Chale Saari Raahein Hum Sang Mein
Tere Hi Rangune
Rang De Kori Yeh Chadriya
Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya,,
Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya,,
Chehron Ki Bheed Mein
Tu Pasand Aa Gaya
Meri Nazar Mein Teri
Tasveer Rehti Hai
Huaa Main Ameer Paake
Teri Dildariyan
Sun Yeh Mere Khwabon Ki
Taagir Kehti Hai
Hona Kabhi Tu Mujhse Juda Na
Chaahe Khuda Ya
Chaahe Khafa Ho Saari Duniya
Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya,,
Main Bandeya Jaaun Rangeya
Main Bandeya Jaaun Rangeya
Beparwah Yeh Dil Jaaye Kareya
Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya,,