AJNABI LYRICS - ATIF ASLAM - MAHIRA KHAN

AJNABI Lyrics ATIF ASLAM & MAHIRA KHAN
Mein ghar say jo nikla
Doukan say khwabon ko laine to band thi
Lag rahi mujhay thand thi
Kisi ny hasaya kisi ne rulaiya
Te chaldi hawawan ne dil nu sataya
My eyes are closed but I can see
Dil labda thikana
Na koi bahana na koi fasana
Ayy ajnabi
Mujhay ab tu milna nahin hoga tujh say kabhi
Ankhein num hain par unki nami mein bhi hogi kami
Mera tujh say dil ko lagana ab mumkin nahi
Ajnabi aayy Ajnabi
Umedon ki kashti mein udtay howay baadbanon si meri patang thi
Dour bhi thodi kam thi
Kisi ny banaya kisi ne udhaya
Te chaldi hawawan ne paich lowaya
My eyes are closed but I can see
Dil Labhda thikana
Na koi bahana na koi fasana
Ayy ajnabi
Mujhay ab tu milna nahin hoga tujh say kabhi
Ankhein num hain par unki nami mein bhi hogi kami
Mera tujh say dil ko lagana ab mumkin nahi
Ajnabi.. Ajnabi..
Dil Labhda thikana
Na koi bahana na koi fasana..
Ayy ajnabi
Mujhay ab tu milna nahin hoga tujh say kabhi
Ankhein num hain par unki nami mein bhi hogi kami
Mera tujh say dil ko lagana ab mumkin nahi
Ajnabi.. ooo Ajnabi..
Mujhay ab tu milna nahin hoga tujh say kabhi
Ajnabi aayy Ajnabi...