AJNABI LYRICS - ATIF ASLAM - MAHIRA KHAN

AJNABI Lyrics ATIF ASLAM & MAHIRA KHAN
Mein ghar say jo nikla
Doukan say khwabon ko  laine to band thi
Lag rahi mujhay  thand thi 
Kisi ny hasaya kisi  ne rulaiya 
Te chaldi hawawan  ne dil nu sataya 
My eyes are closed  but I can see
Dil labda thikana 
Na koi bahana  na koi fasana 
Ayy  ajnabi 
Mujhay  ab tu milna  nahin hoga tujh say kabhi 
Ankhein num hain par unki nami mein bhi hogi kami 
Mera tujh say dil ko lagana ab mumkin nahi 
Ajnabi     aayy  Ajnabi 
Umedon  ki kashti mein udtay howay  baadbanon  si meri patang thi  
Dour bhi thodi kam thi 
Kisi ny banaya  kisi  ne udhaya 
Te chaldi  hawawan  ne paich  lowaya 
My eyes are closed  but I can see
Dil Labhda thikana 
Na koi bahana  na koi fasana 
Ayy  ajnabi 
Mujhay  ab tu milna  nahin hoga tujh say kabhi 
Ankhein num hain par unki nami mein bhi hogi kami 
Mera tujh say dil ko lagana ab mumkin nahi 
Ajnabi..       Ajnabi..
Dil Labhda thikana 
Na koi bahana  na koi fasana..
Ayy  ajnabi 
Mujhay  ab tu milna  nahin hoga tujh say kabhi 
Ankhein num hain par unki nami mein bhi hogi kami 
Mera tujh say dil ko lagana ab mumkin nahi 
Ajnabi..    ooo   Ajnabi..
Mujhay  ab tu milna  nahin hoga tujh say kabhi 
Ajnabi  aayy Ajnabi...
 
