EK BAAT HAI LYRICS PAYAL DEV - VISHAL PANDEY & KATE SHARMA

EK BAAT HAI LYRICS is the latest song of singer PAYAL DEV. The song EK BAAT HAI features VISHAL PANDEY and KATE SHARMA. Music of this song is produced by ZEE MUSIC COMPANY. Composer of this song is JEET GANNGULI. Lyrics of this song is written by KUNAAL VERMAA.
Singer | Payal Dev |
Composer | Jeet Gannguli |
Music | Zee Music Company |
Song Writer | Kunaal Vermaa |
EK BAAT HAI LYRICS PAYAL DEV IN HINDI
Ek baat hai dil mein mere
Zubaan pe jo aati nahi
Chehra tera kho jaaye par
Yaadein teri jaati nahi
Humne tujhe sab keh diya
Na keh sake kehna jo tha
Aakhein meri padh le kabhi
Palkon tale sab hai likha
Tu jaan le tu jaan le
Jo baat hai dil mein mere
Zubaan pe kyun aati nahi
Socha na kabhi tere baad mein
Mera kya hua
Khair jaane de mujhe yeh bata
Tu to khush hai na
Tu mera na sahi
Main teri hoon aaj bhi
Tera safar chalta rahe
Mera safar ruka sahi
Jo baat hai dil mein mere
Zubaan pe kyun aati nahi
Chehra tera kho jaaye par
Yaadein teri jaati nahi
Aisi nahi koyi jagah
Jismein nahi rehta ho tu
Ek saans bhi aisi na loon
Jismein nahi mera ho tu
Tu jaan le tu jaan le
Zubaan pe jo aati nahi
Chehra tera kho jaaye par
Yaadein teri jaati nahi
Humne tujhe sab keh diya
Na keh sake kehna jo tha
Aakhein meri padh le kabhi
Palkon tale sab hai likha
Tu jaan le tu jaan le
Jo baat hai dil mein mere
Zubaan pe kyun aati nahi
Socha na kabhi tere baad mein
Mera kya hua
Khair jaane de mujhe yeh bata
Tu to khush hai na
Tu mera na sahi
Main teri hoon aaj bhi
Tera safar chalta rahe
Mera safar ruka sahi
Jo baat hai dil mein mere
Zubaan pe kyun aati nahi
Chehra tera kho jaaye par
Yaadein teri jaati nahi
Aisi nahi koyi jagah
Jismein nahi rehta ho tu
Ek saans bhi aisi na loon
Jismein nahi mera ho tu
Tu jaan le tu jaan le
Song Credits
🔈Song - Ek Baat Hai
🔈Producer - Anurag Bedi
🔈Singer - Payal Dev
🔈Composer - Jeet Gannguli
🔈Lyrics - Kunaal Vermaa
🔈Starcast - Vishal Pandey & Kate Sharma & Shirin
Read Also :-
Watch full video of song - EK BAAT HAI PAYAL DEV